Beywafa Sanaam SMS


woh aam c shaam thi jab juda huay thay hum,
na toot kar pyar kia or na ro sakay hum,
na zamany say kuch kaha hum nay,
barbad ho gaye bari saadgi say hum…!


Tanhai jub muqaddar mein likhi hai,
To kia shikayat apnon aur bayganon se,
 Hum mit gaye jin ki chahat main,
Woh baaz nahin aatay hamain azmanay se
 ‎Mujhy yaad aa kar itna be-chain na kro…!
Bs ik ye hi sitam kaafi hai k sath nahi ho tum…!

Koe mila hi nahi jis ko wafa date.
Her ik ne dokha diya kis kis ko saza dete.
ye humara zarf tha k khamosh rahe
dastan sunate to mehfil ko rula dete.
Girti hoi dewar ka humderd hoon Lakin
charty hoy sourg ki prus-thish nahi karta
humdard e ehbab se drta hoo lakin
zakhm too rakhta hoo lakin nooma’ish nahi karta
 Aagar mere yaad aye to
ek Chand ko dekh lena
ye soch k nahi k kubsoorat hi kitna
ye soch kar k
hazaroon sitaron may tanha hai kitna
 Dil pay chout lagi honto say aah nikli
Jis say mohabat ki wo be-wafa nikli

No comments: