Bewafa Shayeri




Hum to samjhe the k zakhm hy bhr jaega
Kia khbr thi k rag-o-jan me utar jaega
Thek likha tha mre hath ki lakeron me
Tu agr pyar krega to bikhar jaega.
~ Bewafa 

Hum to tere dil ki mahfil sajane aye thay,
Teri kasam tujhy apna banany aye thay.
Kis bat ki saza di tu ne ham ko,
Bewafa hum to tere dard ko apnany aye tha
~ Bewafa 

Humare muskurane ki waja tum ho,hamare Zindagi ka matlab tum ho ,agar chor deya saath hamara to samajh lena k hamari maut ki waja bhi tum ho.
~ Bewafa 

Insan k Kandho pe Insan ja rahe the,
Kafan me lipte kuch Arman ja rahe the,
Jinhe mili Bewafai Mohabbat main,
Wafa ki Talash main wo QABRUSTAN ja rahe the?
~ Bewafa 

Is aas main chala jaaoon ga main ye jahan chor kar
Ke shayad mera marna hi kuch kaam aaye ga
Shayad chali aaye tu us pal mere paas daudkar
Jis pal tere paas meri maut ka paigam aaye ga
~ Bewafa 
Is kadar na har baat yaron se pucho,
Jo baat raaz ki ho isharo se puchho,
Lahero se khelna to samandar ka shauk hai,
Lagti hai chot kaise kinaro se puchho
~ Bewafa 

Is zindagi ne diya hai hume hazar dukh
Pyar jab jab kiya pyar ne dhoka diya hazar baar
Aaj bhi dil dhadakta hai humara
Dar lagta us hawa k jhonka se jo apne sath khushian lati hai
~ Bewafa  

Isha ka roog Saza hai yeh Log nai Jantee
Logoon kaa to kam hai Ishq ki Aag lagana
Phir ye aasg bhuje gi kaise yeh woh nai jante
~ Bewafa  

Ishq bhi kuch adaab hote hain
Jaagti ankhon mein bhi hkwaab hote hein
Har koye roye ye zaroori nahi
Kuch ankhon mein bhi sailaab hote hain
~ Bewafa  

Ishq me jazbat ko khudkashi karni pari
Panchiyon ko Par jala k Roshni karni pari
1 Larki ki bewafai ko bhulane k liye
Jane kitni Larkiyo se Dosti karni pari
~ Bewafa 

Iss dil ko kisi ki aahat ki aas rehti hai,
Nigaah kokisi soorat ki pyaas rehti hai,
Tere bina zindagi mein kami toh nahi,
Phir bhi tere bina zindagi udhaas rehti hai.
~ Bewafa 
It break ur heart to c da 1 u luv is happy with sum 1 else,
But its more painful 2 know dat da 1 u luv is unhappy with u
~ Bewafa  

Itna jaldi daaman chhod diya,
Itna chaldi vaada tod diya,
Abhi to zindagi ka sansein hai baaki,
Aur aapne abhi se yaad karna chhod diya
~ Bewafa

Itna jaldi daaman chod diya,
Itna chaldi vaada tod diya,
Abhi to zindagi ka sansein hai baaki,
Aur aapne abhi se YAAD karna chhod diya
~ Bewafa 
Jab ashq tham jaate hai to has lete hain,
Shayaad ek arsee baad hasa hu main,
Jab bhi aaina dekha�khud ko aasuo main dekha,
Aapna chehera tak bhool chuka hu main!!!
~ Bewafa  

Jate jate wo achhi nishani de gayi
Umar bhar dohora sakoo aisi kahani de gayi
Mein to us ki mohabbat ka pyasa reh gaya
Par wo meri palko ko pani de gayi
~ Bewafa  

Jin siskyon mein aawaz nahi hoti..
Jin paankhon mein parwaaz nahi hoti..
Samajh lena ki dil ki chot khai hai�
Yuhi koi haseen zindagi barbaad nahi hoti
~ Bewafa 
Jiski jhalak mein karar bahut hai
Uska milna dushwar bahut hai
Jo mere hatho ki lakiron mein nahi
Mujhe apni joy se pyaar bahut hai
Jisko mere dil ka raasta bhi maloom nahi
Dhadkanon ko phir bhi uska intezaar bahut hai �
~ Bewafa
Judai apkee rulati rahegi,
Yaad apki aati rahegi,
Pal pal jaan jaati rahegi,
Jab tak jism mein he jaan,
Har saans mohabbat nibhati rahegi.
~ Bewafa  

Kaash banane waale ne dil sheeshe ka banaya hota �
To todne waale ke haath mein zakham to aaya hota
~ Bewafa 
Kaash woh nagme hame sunaye na hote,
Aaj unko sun kar aansu aaye na hote.
Agar isi tarah bhool hi jana tha,
To itni geharai se dil me samaye na hote.
~ Bewafa 
Kabhi jis dil mein naam hamara dhadakta tha,
Jin aankhon mein kabhi hamare hi sapne hote the,
Jin hothon par har waqt hamara hi naam hota tha,
Aaj wahi dil, wahi aankhe, wahi sab begane se lagte hain.
Shayad wus dil ki kasti ko naya manjhi mil gaya,
Apna kya, hamne to kinare se dosti kar li.
~ Bewafa 

Kabhi khamoshi bhi bahut kuch keh jati hai,
Tadpane k liye yaad reh jati hai,
Kya farak padta hai wills ho ya gold flake,
Jalne ke baad sirf raakh reh jaati hai.
~ Bewafa 

Kabhi kisi se pyaar mat karna
Ho jaye to inkar mat karna
Nibha sako to chalna uski raah par
Varna kisi ki zindagi barbaad mat karna.
~ Bewafa 

Kabhi na kabhi to baharon ke phool murjha jayenge,
Bhule bhi kabhie hum tumhe yaad aayenge,
Ehsaas hoga tumhe meri dosti ka jab hum bahot dur chale jayenge
~ Bewafa  

Kabhi socha na tha
Jeevan me 1 yesa bhi safar aayega
Peeche thaam ke haath tumhara
Aage kisi or ke saath chalna hoga
~ Bewafa
Kabhi subha ko yaad aate ho,
Kabhi shaam ko yaad aate ho,
Kabhi kabhi itna yaad aate ho,
Aaina hum dekte hai, nazar tum aate ho!
~ Bewafa 
Kabhi to ki hogi suraj ne chand se mohabbat
Is liye to chand mein daag hai
Mumkin hai, ki hogi chand ne suraj se bewafayi
Tabhi to suraj mein aag hai
~ Bewafa  

Kabhi to ki hogi suraj ne chand se mohobbat,
Tabhi to chand pe daag hai,
Mumkin hai chand ne ki hogi bewafaai,
Tabhi to suraj me aag hai.
~ Bewafa  

Kadam kadam par baharo ne saath choda,
Jarurat padne par yaaro ne saath choda,
Vada kiya sitaro ne saath dene ka,
Lekin subah hone par sitaro ne bhi saath chooda.
~ Bewafa  

Kadam kadam par baharo ne saath choda,
Jarurat padne par yaaro ne saath choda,
Vada kiya sitaro ne saath dene ka,
Lekin subah hone par sitaro ne bhi saath choda.
~ Bewafa  

Kadam yun hi ladkhada gaye raste se,
Varna sambhalna to ham bhi jante the.
Thokar lagi bhi to us patthar se,
Jise ham apna khuda mante the.
~ Bewafa  

Kagaz pe humne zindagi likh di,
Ashkon se seench har khushi likh di,
Dard jab humne ubhara lafzo pe,
Logo ne kaha wah kya gazal likh di
~ Bewafa  

Kaha Wafa ka SILA dete hain LOG,
Ab tho MUHABBAT ki SAZA dete hain LOG,
Pehle SAJATE hain DILO mei CHAHTO ke KHWAB,
Phir AITEBAAR ko AAG laga dete hain LOG.
~ Bewafa  

Kahan koi aisa mila jis par duniya luta dete,
Har ek ne dhoka diya kis-kis ko bhoola dete,
Apne dil ka dard dil mein hi dabake rakha,
Karte bayan to sari mehfil ko rula dete.
~ Bewafa  

Kaise karein apne ishq ko bayaan
Koi karta hi nahi aithbaar,
Hai hume jinse mohabbt
Unko hi nahi humse pyaar.
~ Bewafa  

Kash Pyar Ka insurance Hojata,
Pyar Krne Se Pehle Premium Bharwaya Jata
Pyar Me Wafa Mili To Theek Warna
Bewafaon Pe Jo Kharcha Hota Uska Claim To Mil Jata.
~ Bewafa  

KHAFA KHAFA se lagte ho.
JUDA JUDA se lagte ho,
Rakho jo sar par ORRNI,
HAYYA HAYYA se lagte ho,
Milo jo MUSKURA ke tum,
ADDA ADDA se lagte ho,
Ye DIL hai ik CHAMAN or tum,
SABA SABA se lagte ho,
Nahi ho BEWAFA magar,
ZARA ZARA se lagte ho.
~ Bewafa  

Khamoosh raat ke pehloo mein sitarae nahi hotay,
In rukhi aankhon mein rangeen nazare nahi hotay,
Hum bhi na kartae parwah,
Agar aap itnae pyaare na hotay..
~ Bewafa  

Khud ko khud ki khabar na lagay,
Koi achha bhi is qadar na lagay,
Aap ko dekha hai bas us nazar se,
Jis nazar se aap ko nazar na lagay�
~ Bewafa  

Khud se to pyar hum ne kabhi kiya hi nahin tha
Aap ke siwa kisi ko ye haq diya hi nahin tha
Mushkilon main aaj aap ne rishta hi tor diya
Roshni ka khawab dikha kar andhere main chor diya
~ Bewafa  

Khuda kisi ko kisi pe fida na kare,
Kare to qayamat tak juda na kare,
Yeh mana ki koi marta nahi judai mein,
Lekin jee bhi to nahi pata tanhai me
~ Bewafa  

Khuda ne jab ishq banaya hoga,
To usne ishq ko khud pe bhi aajmaya hoga.
Jab khuda ne kasam khaya hoga pyaar me,
Main kehta hu khuda ne bhi 100% dhoka khaya hoga.
~ Bewafa  

Khuda ne jab ishq banaya hoga,
To usne ishq ko khud pe bhi aajmaya hoga,
Jab khuda ne kasam khaya hoga pyaar mein,
Main kehta hu khuda ne bhi 100% dhoka khaya hoga.
~ Bewafa  

Khuda se maine ek dua maangi,
Dua main apni maut maangi,
Phir khuda ne kaha maut to tujhe mein de du,
Par usko kya kahu jisne teri lambi umar maangi.
~ Bewafa  

Kisi ki chahat ne kiya ye asar
Nind nahi aati raat raat bhar
Duniya ke ravayat se began nahi hun
Dil ko samja samja kar thak gai hun
~ Bewafa  

Kisine Na Samjha Hume
Kisine Na Jaana Hume
Aapse Ki Mohabbat
Aapne Bhi Na Pehchana Hume
=|| love never d|es ||=
~ Bewafa  

Kitna bhi chaho na bhol pao ge hamain,
Jitna dur jao nazdik pao ge hamain,
Mita sakte ho to mita do yadain meri,
Magar kya sapno se juda kar pao ge hamain?
~ Bewafa  

Kitni Khushi milti hai tujhko, dil mera todhkar
Lekin ye dil bhi to hai, teri hi amanat
Dekhein kab tak tu khush rahta hai
Apni hi cheez ko todhkar
~ Bewafa  

Kitni khushi milti hai tujhko, dil mera todkar
Lekin ye dil bhi to hai, teri hi amanat
Dekhein kab tak tu khush raheta hai
Apni hi cheez ko todkar.
~ Bewafa  

Koi dikha ke roye,
Koi chhupa ke roye,
Hamein rulane wale hamein rulake roye,
Marne ka maza to tab hai yaron
Jab kaatil bhi zanaaje par aake roye
~ Bewafa  

Koi hamein samjhe, na samjhe�
Hum khud ko samajh gaye�
Doston ki khushi ke liye�
Unki zindagi ki raah se hatt gaye.
~ Bewafa  

Koi shaam ati hai tumhari yaad lekar,
Koi shaam jati hai tumhari yaad dekar,
Hum to us shaam ke inteezar mein hai,
Jo aye tumhe lekar�
~ Bewafa 

Kon karta hy wfaon k taqazy Tum sy,
Faraz.,'.
Hum to ek jhooti tasalli k talabgar hain bus...
~ Bewafa  

Kuch ajeeb faslo ka janm ho raha hai
Naseeb mera jaagkar bhi soo raha hai
Kaise keh du tuta dil dhadakta nahi
Jabki aaj dil ka har tukda ro raha hai .
~ Bewafa 

Kya bataye ishq ne hame kya silsa diya,
Dosti ne mahobbat karne walo ko juda kar diya,
Hame na malum tha dosti me aisa bhi hoga,
Ki ek dost ne dusre dost ko kafha kar diya����.
~ Bewafa  

Love happens they say,
When u think of someone all day,
Someone, somewhere is hurt
But there are tears on your face
~ Bewafa  

Love hurts when you break up with some one.
Hurts even more when someone breaks up with you
But love hurts the most when the person,
You love has no idea how you feel.
~ Bewafa  

Maana ki aaj hamare saath koi dildaar nai,
Lekin ye mat samajhna ki hamein kisi se pyar nahi,
Kismat ne sab kuch diya hamein sirf diya hamara woh yaar nahi
~ Bewafa  

Maanga to bahut kuch is zindagi se,
Mili to sirf tanhayee mili,
Us mein se maanga tha pyaar tujhse,
Mili to sirf ruswayee mili!
~ Bewafa  

Mat karo in hasino se pyar, ye mitti mein mila deti hain,
Ye itni bedard hoti hain ke bina kafan ke jala deti hain
~ Bewafa  

Mat zikar karo apni ada key barey mein.
Hum bohat kuch jantey hein wafa key barey mein.
Suna hai wo bhe mohabat ka shoq rakhney lagey hein.
Jo jantey he nahin wafa key barey mein.
~ Bewafa  

Mehfil na sahi tanhayi to milti hai
Milan na sahi judayi to milti hai
Kaun kehta hai mohabbat mein khuch nahin milta
Wafa na sahi bewafayi to milti hai
~ Bewafa  

Mein deewana hoon
Mujhe dil lagi ne mara hai
Mout ne chhod diya
Zindagi ne mara hai
~ Bewafa  

Meine us se mohabbat ki
Zindagi bhar saath nibhane ke liye
Us ne mujh se mahabbat ki
Ek din sath chod jane ke liye
~ Bewafa  

Mere pyar ko dunia mein koi na samaj na paya,
Roti thi jab tanha koi mere saath na aaya,
Mita diya khud ko unke liye pyaar mein,
Aur wo kehte hain ki mujhe pyaar karna na aaya
~ Bewafa  





Meri rooh nikalne wali ho gi
Meri sans bikharne wali ho gi
Phir daman zindagi ka choote ga
Dhaga sans ka toote ga
Phir wapis hum na ayen ge
Phir hum se koi na poche ga
Phir ankhon mein noor na ho ga
Phir dil gham se choor na ho ga
Us pal tum hum ko thamo ge
Hum se khushi apni maango ge
Phir hum na kuch b bolein ge
Ankhein b na kholein ge
Us pal tum ro du ge
HUM KO TUM KHO DU GE
HUM KO TUM KHO DU GE
~ Bewafa  

Mili hai bahut saza unse dil lagane ki,
Nazar lag gayi mere pyar ko jamane ki,
Mar kar bhi kabr se nikle rahe dono haath
Kyonki aarzo reh gayi unhe gale lagane k
~ Bewafa  

Mohabbat kar ke dekhi to, mohabbat ko pehchana hai. Wafa bas naam ki hai, bewafaai ka fasana hai.
~ Bewafa  

Mohabbat ki shamma jalake to dekho,
Zara dil ki duniya saja kar to dekho,
Tumhe ho na jaaye mohabbat to kehna,
Zara humse nazaren milake to dekho.
~ Bewafa

 

No comments: